Talaaq ke masle mein mashwara aur rohani imdaad. Toote ghar ko dubara basaain.



Allah Ta'ala ne farmaya ke talaq halal cheezon mein se Allah ko sabse zyada na-pasandida hai (Abu Dawood). Talaaq ek aakhri qadam hona chahiye. Agar miya biwi ke darmiyan narazgi, jhagde aur ghalat fehmiyan hain, toh pehle Islami mashwara aur rohani ilaj se hal dhundhna chahiye.
Hum Qurani ayaat aur masnoon duaon ke zariye se miya biwi ke darmiyan mohabbat aur aitmaad dobara paida karte hain. Hasad aur nazar ke asar ko door karte hain. Ghar mein sukoon aur barkat laate hain.
Agar aap talaq ke kinaray par hain ya pehle hi ho chuki hai aur rujoo karna chahte hain — kisi bhi soorat mein hum se mashwara karain. Qanooni masail ke sath sath rohani rehnumai bhi milegi.
Toota hua ghar dubara basaaya ja sakta hai. Poori raazdari ke sath baat karain.