Mustanad rohani amal se dilon mein narmi aur mehabbat paida karain. Aazmuda amal — Allah ke fazal se natija milega.



Pasand ki shadi ka rohani amal ek aisi Qurani ibadat ya dua hai jise mustanad tareeqay se aur sahih niyyat ke sath kiya jaye toh Allah ke fazal se dilon mein narmi aur mohabbat paida hoti hai. Ye amal kisi jado toone ka hissa nahi — ye sirf Allah se dua aur Qurani wazaif hain.
Hamara rohani amal teen hisson par mabni hai: Tawakkul (Allah par bharosa), Dua (Allah se maangna), aur Amal (wazaif ki pabandi karna). In teeno ko milane se Allah ke fazal se mushkilat dur hoti hain aur raah khulti hai.
Aam taur par ye amal 21 se 41 din ka hota hai. Kuch masail mein zyada waqt bhi lag sakta hai. Poori pabandi, taharat, aur yaqeen ke sath karna zaroori hai. Darmiyan mein na chhodain.
Aapka masla jo bhi ho — hum se baat karain. Poori raazdari ke sath rehnumai milegi.